19 दिसंबर, 2012 : दैनिक हिंदुस्तान

Categories:

Tags:

One response

  1. Aaj hmara samaj ek aise mod pr khada h jiske bare me kuch nhi kha ja skta. jiska na to koi acha bhavishya tya h na hi uske bare me umeed ki ja skti kyuki is samaj ke logo ki mansikta itni kharab ho gyi h jiska anumaan bhi nhi lgaya ja skta.
    ek talaab ko ganda krne k liye ek hi machli kafi hoti h, parantu yha to hr kone me ek na ek aisa khada h jise samaj me insaano ki trah rhena hi nhi aata.
    Hmare desh ki rajdhani Delhi jha PMO h jha Supreme court h Parliament h in jgha pr security ki koi bhi kami nhi h magar iske bawjood Delhi ki sadake to Ashurkshit h.
    DELHI me hue is dardnak hadse k bad ungliyo to bohot uth ri h kbhi sarkar pr, kbhi khud Delhi pr.
    Ek aisi durghatna jise sunne k bad kisi ka bhi sar sharam se niche jhuk jaye, uske bad bhi ise rajneetic mudda bnana to aur jyada sharamsar harkat hogi..
    Asal me hme ek aam aadmi k aude se apni maango ko pura krwana chahiye magar ek sahi tarike se Aakrosh k bina. hme us ladki h hit me sawal uthane chahiye police ki bhumika pr.., Sarkar ne apni dekh rekh me jitni kami ki h us pr sawal uthane chahiye.., Saja-e-maut ki maang rkhni chahiye.., sarkar aur police k dwara mahilao ki suraksha me laparwahi pr home minister se jawab magna chahiye sath hi sath police ki ki gyi laparwahi pr sakt se sakt karwayi ho uski mang krni chahiye….
    politics me ghsitne k liye to aur bhi kafi mudde h isliye hme ek ache insaan ki trah sb kuch bhul kr us masoom ki jindgi ke bare me sochna chahiye.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *